Wednesday 18 September 2019

Height Kaise Badaye Tips In Hindi हाइट कैसे बढ़ाये

ow To Increase The Height – Tips In Hindi हाइट कैसे बढ़ाये

Jo log kam height ke hote hai unhe bahut si problems ko face karna padta hai. Har samay koi na koi unka majak banata hai. Aiye aaj ham jante hai ki aap 18 saal ke baad bhi apni height unchai/lambai kaise badhaye. Chaliye ab jaane height kaise badhaye (Height Increase Tips In Hindi)
Humans ki body me human growth hormone hota hai jo insaan ki height decide karta hai. Iska matlab saaf hai agar aapko apni height badhani hai to is harmone ko badhana hoga. Magar kaise?

कद बढाने के घरेलू तरीके Height Increase Tips In Hindi

शरीर की हाइट बढ़ाने के लिए क्या खाना चाहिए Height Badhane Le Liye Kya Diet Le

Teji se badalte jivan me ya aaj ke is samay me fast food bahut popular ho gaya hai. Cold drink peena ek fashion sa ho gaya hai jise log badi dilchaspi se peete hai. Lekin vo yah nahi jante ki yah sab health ke liye hanikarak hai. Milk, curd, Paneer, Butter aur daal khane se height badhti hai. In sab cheejo me protein adhik matra me paya jata hai, jo hamari height ko badhane me help karte hai. Vitamins, minerals ke liye fruit juice, green vegetables khani chahiye isse aapki height badhne me help milti hai. Height badhane ke liye apne khane me ye sab aahar ko jarur shamil karna chahiye. (How To Increase The Height)

कद बढाने के घरेलू तरीके Kad Badhane Ke Gharelu Tarike In Hindi

अश्वगंधा लीजिए Ashwagandha Ka Sevan Kare

Ayurved ke anusaar ashvgandha height badhane me help karti hai. Isme kai minerals aise hote hai jo aapke haddi (bone) ko badhane me help karte hain.

अश्वगंधा कैसे ले How To Get Ashwagandha

Cow ke milk me do spoon ashvgandha powder milaye. Shakkar apne swad anusaar milaye. Kam se kam 45 dino ke liye evening me sone se pahle ise piye.

दूध पिए Doodh Peena Height Badahne Me Help Karta Hai

Milk me calcium bahut hi jyada matra me paya jata hai. Calcium aapke height (bones) ke liye sabse badhiya khaana hai. Iske alava milk me Vitamin-A aur kai sare protein hote hai jo aapke body ke development ke liye kaam aa sakte hai. Agar aap kuch inch height badhana chahte hai to roj 2 se 3 glass doodh piye.

हाइट बढ़ाने के लिए करे योग Height Badhane Ke Liye Yoga

Yadi aap apni body ki height badhana chahte hai to yog ko apni dincharya me jarur shamil kare. Market me milne vali aushadhiyo ya products jo aapki height badhane ka dava karte hai. Aur kahte hai, itne dino ke andar aapki height badh jayegi. Par aisa kuch nahi hota hai, jyadatar medicines sirf aur sirf side effect deti hai. Yoga karne se body ke sabhi parts ko energy milti hai. Aur sabhi ke health aur body ke liye yoga karna faydemand hai. Yoga karne se aapke body ke sabhi hisso ka use hota hai aur jisse height jaldi badhti hai. Achchhi personality pane ke liye achchhi height ka hona important hai. Jin bhi logo ki height kam hoti hai vo apni personality ko kam samajhte hai. Height badhane ke liye protein aur vitamin se bharpur food to lena hi hai. Saath hi saath yoga kare, yoga height bdhane sab se sahi tarika hai.

सूर्य नमस्कार Surya Namaskar For Height Increase Tips In Hindi

सूर्य नमस्कार योग करने के तरीक़े जो इस नीचे दिए गए है। Surya Namaskar yoga karne ke tarike jo niche diye gaye hai
  1. Sawdhan ki position me khade ho jaye dono haatho ko kandhe ke barabar uthaye aur upar ki taraf le jaye. Haatho ke agle bhag ko dusre se chipka le. Fir haath ko usi position me samne ki taraf lakar niche ki taraf gol gol ghumate hue position me khade ho jaye.
  2. Saas lete hue dono haatho ko kaano se lagate hue upar ki or khinche aur kamar ko pichhe ki or jhukaye. Gardan aur hands ko bhi peechhe ki taraf jhukaye
  3. Saas ko dhire-dhire bahar nikalte hue aage ki taraf jhukiye aur haath ko gardan (neck) ke saath kaano (ear) se lagate hue ghutne (knees) sidhe rakhte hue pairon (feet) ki aas pass ki jameen ko chhue, kuch samay ke liye usi position me rahe.
  4. Isi position me haatho ko jameen par tikakar saas lete hue dahine pair (foot) ko pichhe ki taraf le jaye. Uske baad sine (chest) ko phulate hue gardan (neck) ko upar uthaye.
  5. Saas ko dhire-dhire body se bahar nikalte hue left leg ko bahar ki taraf nikaliye. Dono pairo ki ediya aapas me mili honi chahiye. Body ko picche ki taraf khichiye aur ediyo ko jameen par milakar gardan ko jhukaye.
  6. Saas lete hue sharir ko jameen ke barabar sashtaang dandwat kare aur ghutne, thodi aur seene ko jameen par laga dijiye. Jangho ko upar uthate hue saas chhode.
  7. Is position me saas bharte hue seene ko aage ki or khichte hue haatho ko sidha kijiye. Gardan ko picche ki or le jaye aur ghutne jameen ko chhu rahe ho tatha pairo ke panje khade ho.
  8. Is position me thodi ko gale se lagate hue apne pairo ko dekhte rahe. Is position me 4 number wali position banaye aur left pair ko pichhe le jayen aur right pair ko aage le jaye. 
  9. Saas ko dhire-dhire nikalte hue aage ki taraf jhukiye, haath ko neck ke saath kaano se lagate hue ghutne sidhe rakhte hue pairo ki ass pass ki jameen ko chhue, kuch samay ke liye usi position me rahe, fir baya pair ko aage late hue pashchimottnasan ki position me aa jaye.
  10. Saas bharte hue dono haatho ko upar ki or le jaye. Usi position me hatho ko pichhe ki or le jaye, kamar aur gardan ko bhi pichhe ki taraf jhukaye.
  11. Is position me pahle number wali position me khade ho jaye arthat namaskar wali mudra me khade ho jaye.

No comments:

Post a Comment